Urdu poem recitation| ഉർദു പദ്യം ചൊല്ലൽ (lyrics in discription)
Автор: JM Space
Загружено: 2025-09-19
Просмотров: 1549
Khwab-e ghaflat me soe hue momino
Aish-o ishrat barhane se kia faida
Ankh kholo uthho yad rab ko karo
Umar yonhi gawane se kia faida
Apne rab ko jawani me bhola he tu
Apne rab ko jawani me bhola he tu
Or taqat ke booty pe phola he tu
Jab jawani dhalegi to pachtayga
Aise rone rulane se kia faida
Khwab-e ghaflat me soe hue momino
Aish-o ishrat barhane se kia faida
Ankh kholo uthho yad rab ko karo
Umar yonhi gawane se kia faida
Tha hukopmat ka firaon ko bhi nasha
Tha hukopmat ka firaon ko bhi nasha
Zulm par zulm khalqat pe karta raha
Jab samandar me doba to kehne laga
Is hukomat ke pane se kia faida
Khwab-e ghaflat me soe hue momino
Aish-o ishrat barhane se kia faida
Ankh kholo uthho yad rab ko karo
Umar yonhi gawane se kia faida
Kitna mashhoor qissa he shaddad ka
Kitna mashhoor qissa he shaddad ka
Roh jab us ke tan se nikali gai
Marta marta bhi logo se kehta gaya
Aisi jannat banane se kia faida
Khwab-e ghaflat me soe hue momino
Aish-o ishrat barhane se kia faida
Ankh kholo uthho yad rab ko karo
Umar yonhi gawane se kia faida
Qabil-e zikr qissa he namrod ka
Qabil-e zikr qissa he namrod ka
Wo bhi inkaar karta tha mabooood ka
Uska maghz aik machar ne kha kar kaha
Yon barai jatane se kia faida
Khwab-e ghaflat me soe hue momino
Aish-o ishrat barhane se kia faida
Ankh kholo uthho yad rab ko karo
Umar yonhi gawane se kia faida
#urdupoetry #urdu #poetry #shayari #urduquotes #love #urduadab #india #urdushayari #instagram #urduposts #quotes #lovequotes #urdulovers #urdupoetrylovers #hindishayari #lahore #poetrycommunity #hindipoetry #poetrylovers #sad #shayri #follow #urdushayri #urdulines #hindiquotes #karachi #shayar #hindi #shayarilover
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: