Mystery Of Kailash Parvat | संसार का सबसे रहस्यमयी पर्वत | Reality Of Mount Kailash
Автор: 𝙎𝙀𝙀𝙆𝙄𝙉𝙂 𝙁𝘼𝘾𝙏𝙎
Загружено: 2025-09-04
Просмотров: 326
Kailash Parvat duniya ke sabse mysterious aur sacred parvaton me se ek hai. Hindu dharm me ise Bhagwan Shiv ka dham mana jata hai, aur isi wajah se Kailash Mansarovar yatra ko sabse pavitra yatra kaha gaya hai. Lekin sirf dharmik hi nahi, balki scientific point of view se bhi Mount Kailash mystery duniya ko hamesha confuse karti rahi hai.
Kahi log kehte hain ki Kailash Parvat par chadhna impossible hai, kyunki jo bhi is parvat ko conquer karne ki koshish karta hai, wo kabhi wapas nahi aata. Yahaan tak ki duniya ke top climbers ne bhi ise climb karne ka try kiya, lekin sabko rukna pada. Isi wajah se ise "Unclimbed Mountain" ke naam se bhi jaana jata hai.
Science ki duniya me bhi is parvat ne sabko hairan kar diya hai. NASA ne bhi Mount Kailash par apne research ki, lekin abhi tak iska asli raaz samajh nahi aaya. Kai researchers ke mutabik, Kailash Parvat ek natural pyramid hai jo ek cosmic energy center ke tarah kaam karta hai.
Iss video me hum aapko batayenge:
✨ Kailash Parvat ka Rahasya – kyun ise ab tak koi chadh nahi paya
✨ Mount Kailash Facts – jo aapko hairan kar denge
✨ The secrets of Mount Kailash – dharmik aur scientific dono nazariye se
✨ Kailash Mansarovar yatra ki kahani aur uski importance
Agar aap bhi jaana chahte ho Mystery of Kailash Parvat, aur samajhna chahte ho ki kyun ise duniya ka sabse rahasyamayi parvat kaha jata hai, to video ko end tak zaroor dekho.
#KailashParvatKaRahasya #KailashMansarovar #MountKailash #KailashParvatMystery #anjaliyadav #seekingfact
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: