Nabi ﷺ 3 Din Tak Hujre Me Kyun Band Rahe? | Rula Dene Wala Waqia"
Автор: HWB studio
Загружено: 2025-12-17
Просмотров: 52
Kabhi tanhai mein baith kar socha hai ke wo kaun sa gham tha jis ne kainat ke sardar Nabi Kareem ﷺ ko teen din tak rulaya? Is emotional video mein janiye jab Hazrat Jibrail (A.S) ne Jahannum aur Ummat ka haal bataya to Rahmat-e-Alam ﷺ par kya guzri.
Assalam-o-Alaikum! Aaj ki is video mein hum ek intehai riqqat-ameez aur iman-afroz waqia bayan kar rahe hain. Jab Allah ke hukm se Hazrat Jibrail (A.S) ne Jahannum ke tabqat ki holnaki bayan ki aur bataya ke pehle darjay mein kaun hoga, to Nabi Kareem ﷺ ki kya kaifiyat hui.
Is Video Mein Aap Janenge:
Hazrat Jibrail (A.S) ka Jahannum ka nazara bayan karna.
Jahannum ke 7 darwazy aur un ke haqdar.
Ummat ke gunahgaron ke liye Nabi ﷺ ka gham aur 3 din ki tanhai.
Hazrat Fatima (R.A) ki amad aur Allah ka wo wada jis ne Aap ﷺ ko razi kar diya.
Ye waqia hamain apne gunahon se tauba karne aur apne Nabi ﷺ ki mohabbat ko samajhne ki dawat deta hai. Agar video pasand aaye to channel ko subscribe zaroor karain.
Hashtags:
#IslamicStories #NabiKaGham #JahannumKaKhof #EmotionalIslamicVideo #HWBstudio #ProphetMuhammad #UrduBayan
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: