"Quran Tajweed Lesson | Waw se Ya tak | Proper Makhraj & Durust Adaigi"
Автор: Emaan Ke Rang
Загружено: 2025-11-24
Просмотров: 22
Alhamdulillah!
Aaj ki class mein hum Quran ke huroof Waw se Ya tak ki durust adaigi aur unke makharij seekhenge.
Har harf ko sahi makhraj se ada karna Quran ki khoobsurti bhi hai aur zaroori bhi.
Is video mein aap ko milay ga:
Waw ka makhraj (donhon honton ki golai)
Ha ka makhraj (halaq ka nichla hissa)
Hamza ka makhraj (halaq ka nichla hissa)
Ya ka makhraj (zaban ka darmiyani hissa aur taalu)
Sahi pronunciation + easy practice
Aap yeh class follow kar ke Quran ki tilawat ko boسwaw makhraj, ya makhraj, ha hamza makhraj, quran tajweed class, durust adaigi, quran letters pronunciation, tajweed for beginners, waw se ya tak, roman urdu tajweed, quran huroof, makharij-ul-huroof, islamic learning, quran teaching, tajweed practice
---hot behtar bana sakti hain, InshaAllah.
Video pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zaroor karein.
Allah Paak hamari koshish qubool farmaaye. Aameen.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: