Gajar ki kher mazedar and easy recipe By Cooking with Ayesha
Автор: Cooking with Ayesha
Загружено: 2026-01-01
Просмотров: 29
Sardi ki raat ho ya kisi khaas mehfil ka maza, gajar ki kheer har dil jeet leti hai 🧡
Taazi laal gajar ko halki aanch par paka kar jab doodh ki mithaas aur elaichi ki khushboo milti hai na, to lajawab taste ban jata hai 😍
Har chamach creamy texture aur rich flavor se bhara hota hai, jo bachon se le kar baron tak sab ko bohat pasand aata hai
Dry fruits ki topping is kheer ko aur bhi special bana deti hai, bilkul desi aur dil se bani hui kheer ✨
Agar aap traditional dessert ke shoqeen hain to gajar ki kheer ek must try recipe hai jo har dafa viral hone wali hai 💯
gajar ki kheer recipe, desi gajar ki kheer, winter special sweet, pakistani dessert, creamy kheer, viral kheer recipe, homemade kheer
#cookingchannel #cookingwithayesha #foodchannel #hommadefood #recipes #viralvideo #desifood #sweetdish #gjarkikher
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: