Be Namazi Ki Sazain| Namaz Ka Bayan 2025 | Latest Islamic Statement By Hafiz Muhammad Rizwan Qadri
Автор: Hafiz Muhammad Rizwan Qadri
Загружено: 2025-12-09
Просмотров: 166
Namaz chhorne wala sirf ek farz nahi chhorta… balkay apni qismat khud tabaah kar deta hai. Be-Namazi ki zindagi andheron se bhari hoti hai. Rizq ki tangi, dil ka be-chain rehna, har kaam mein pareshani—ye sab uski zindagi ka hissa ban jata hai.
Qabr mein sab se pehla sawaal Namaz ka hoga… aur jis ne namaz ko halke mein liya, uska andhera usay ghairah kar dega.
Aye Musalman! Namaz sirf ibadat nahi, tere Rab ka hukm hai. Kal qabar mein na roshni hogi, na sahara… Sirf teri Namaz hi teri madad karegi.
Aaj hi Namaz ki taraf laut aa… shayad kal mauqa na mile.”
📌 Like • Share • Subscribe | Hafiz Muhammad Rizwan Qadri
📌 #Namaz #BeNamaziKiSaza #IslamicReminder #Qayamat #SadReality #FearOfAllah #MessageForMuslims #HafizMuhammadRizwanQadri
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: