MAULA ALI MAULA | By Sayyed Abdul Wasi | Naat Shareef | Lyrics in description
Автор: Ascend Knowledge
Загружено: 2025-12-28
Просмотров: 606
MAULA ALI MAULA | SAYYED ABDUL WASI | NAAT SHAREEF
Is short video me mashhoor naat khwan Sayyed Abdul Wasi ki
dil ko chhoo lene wali naat “Maula Ali Maula” pesh ki gayi hai.
Ye naat Hazrat Ali (R.A.) ki shaan aur mohabbat ko bayan karti hai.
Agar aap bhi Maula Ali se mohabbat rakhte hain to video ko like karein
aur comment me “Maula Ali” zaroor likhein.
maula ali maula naat, rafique raza qadri naat, ali ali maula, Maula ali maula by sayyed abdul wasi saheb, Maula ali maula sayyed abdul wasi, Maula ali maula by sayyed abdul wasi sahab, Maula ali maula sayyed abdul wasi saheb
#Shorts #MaulaAli #NaatSharif #IslamicShorts #AliMaula
NAAT LYRICS.
maula ali muala maula ali maula
Ali imame ma nasto mn gulame ali hazar jan girami fidaye name ali
haydariam kalandaram mastam bandaye murtiza ali hastam peshwaye tamame rindanam sage kuye shere yazdanam
kbhi diwar hilti h kabhi dar kanp jata hai Ali ka naam sunke abhi khaibar kanp jata h
Jo mushkilo me ali ko pukar lete hain woh apni dubti kashti ubhar lete hain
Kaha ye lashkar sakti se ran me qasim ne nigah milte hi hm sar utar lete hai
nhai jate woh kisi badshah ke dar par Ali ke aage jo daman pasar lete hai
Beshaq ali nabi ke gharane ki laaz hai Mushkil khusa hai fatma zhera ke yaaj hai woh aabruye dine risalt ma aab hain allah ke habib ka woh intakhab hai
Ali ka ishq muqaddar sawar deta hai ali bugz to chera bigar deta hai Ali ke jikr ko adna na samjh aye munkir inhi ka sadqa to parwar digar deta hai
kaisa haseen joq ye maula ali ka hai Ankhe khuli to shamne chera nabi ka hai ek naam char yaaro me shere khuda ka hai ek naam panjatan me bhi mushkil khusha ka hai
Jo shaks mehfile haidar me aa nahi sakta Ali ke naam ka nara laga nhi sakta ali ke bacche izazat agar nhi denge kisi ka baap bhi jannat me ja nahi sakta
haidar haidar bol raha hai kano me ras ghol raha hai ek ali ke naam ka nara kitne sajre ghol raha hai
Ishqe rasoole paak ka ek maujaza hai ye Ahemad raza ke elm me jalwa ali ka hai
Lb par ali ali hai juba par ali ali Mar jayun to kafan pe bhi likhna ali ali
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: