Budh Bazaar Explore Kar Liya! 🛍️ Sasti Shopping aur Khoobsurat Variety | Vlog #1
Автор: Aaou_Chalain_Bazaar
Загружено: 2025-12-24
Просмотров: 39
Mere channel "Aao Chalain Bazaar" par aap ki pehli video hazir hai! Aaj mein ne visit kiya hai Wednesday Bazaar (Budh Bazaar).
Is bazaar mein har cheez bohat hi munasib qeemat par mil jati hai. Maine is video mein dikhaya hai:
✅ Branded aur Local Kapray (Cut pieces & Unstitched)
✅ Ghar ka saman aur Kitchen items
✅ Bachon ke pyare kapray aur khilone
✅ Joote aur Bags ki variety
Agar aap bhi sasti shopping karna chahte hain to yeh video end tak dekhein takay aap ko rates ka andaza ho sakay!
Video ko LIKE karein aur SUBSCRIBE karna na bhoolein takay hum har hafte naye bazaaron ki sair karein! ✨
#WednesdayBazaar #BudhBazaar #CheapShopping #AaoChalainBazaar #ShoppingVlog #WeeklyBazaar #SastaBazaar #PakistanVlogs
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: