January 16, 2026
Автор: Tufail Qaisrani
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 11
Namaz sirf farz ada karne ka naam nahi, balkay zindagi ko Allah ke hukam ke mutabiq dhalne ka zariya hai۔ Jo shakhs namaz ki pabandi karta hai, uske dil ko sukoon, soch ko raah aur amal ko sudhaar milta hai۔ Namaz burai se rokti hai, sabr sikhaati hai aur mushkil halat mein Allah se jor deti hai۔ Agar hum apni namaz theek kar lein to inshaAllah hamari zindagi khud ba khud behtar hoti chali jati hai۔
#Namaz
#NamazKiPabandi
#ZindagiBadlo
#Sukoon_e_Qalb
#Deen
#IslamicReminder
#Imaan
#AllahKiYaad
#NamazKiAhmiyat
#Hidayat
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: