FINALY
Автор: GoggalVlogs
Загружено: 2025-12-05
Просмотров: 14245
Aaj ka vlog bahut hi special hai doston… ❤️
Main kaashi Varanasi se wapas ghr aagya, aur ghr aate hi jo pyaar, jo emotions, jo khushi maine mehsoos ki… wo shayad lafzon me poori tarah bayan hi na ho paye.
Ghr pr jaise hi main andar aaya, sbhi ne bada pyar diya, sabka chehra khil utha.
Mummy to mujhe dekhte hi khushi ke aansu rok hi nahi paayi… unki aankhon m wo mamta, wo pyaar, wo intezaar — sab ek saath dikh rha tha.
Pure ghar ka mahaul ekdum utsah se bhara hua tha, jaise ghar me wapas se jaan aa gayi ho. ❤️
Humne kiya sabse mel–milap, masti, hasi–mazaak… aur share ki apne kaashi ke anubhav, waha ki pavitrta, waha ka mahaul, Ganga ji ka ashirvaad — sab kuch.
Aaj ka vlog ek emotional homecoming journey hai jaha pyaar, parivaar aur apno ki ahmiyat ka asli ehsaas hota hai.
Agar video pasand aaye to like, share aur comment zaroor karein ❤️
Family vlog | Homecoming vlog | Emotional vlog | Varanasi Se Wapsi | Ghar Ki Yaadein
#ajitrahar #ajitraharvlogs #soda
@ajitraharvlogs @ajitrahar
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: