kab yaad mein tera saath nahin tashreeh | Ghazal | Faiz Ahmed Faiz | فیض احمد فیض کی غزل کی تشریح
Автор: ZoneUrdu
Загружено: 2024-12-30
Просмотров: 79
Teacher/Presenter: Ali Ahmad
Poet: Faiz Ahmad Faiz
Ghazal Tashreeh: Included in First year Urdu Curriculum
Discover the soulful essence of Faiz Ahmed Faiz's timeless ghazal "Kab Yaad Mein Tera Saath Nahin" in this detailed tashreeh. Perfect for Urdu literature enthusiasts, especially 11th-grade students studying Faiz's poetry in their curriculum. Dive deep into the poetic nuances, emotional depth, and literary brilliance of one of Urdu's greatest poets.
This video covers:
✔️ Comprehensive explanation of Kab Yaad Mein Tera Saath Nahin
✔️ Detailed analysis of Faiz Ahmed Faiz's poetic style
✔️ Line-by-line tashreeh for better understanding
✔️ Insights into Faiz's themes of love, longing, and resistance
Whether you're preparing for exams or exploring Urdu poetry, this video is a must-watch for fans of Faiz's ghazals and those seeking to appreciate the beauty of Urdu literature.
#FaizAhmedFaiz #UrduPoetry #GhazalTashreeh #11thUrdu #KabYaadMeinTeraSaathNahin
----------
Content Chapters:
00:00 فیض احمد فیض غزل
01:04 kab yaad mein tera saath nahin
02:56 mushkil hai agar halat wahan
05:00 jis dhaj se koi maqtal me gaya
06:24 maidan e wafa darbar nahi
08:26 gar bazi ishq ki baazi hai
----------
کب یاد میں تیرا ساتھ نہیں کب ہات میں تیرا ہات نہیں
صد شکر کہ اپنی راتوں میں اب ہجر کی کوئی رات نہیں
مشکل ہیں اگر حالات وہاں دل بیچ آئیں جاں دے آئیں
دل والو کوچۂ جاناں میں کیا ایسے بھی حالات نہیں
جس دھج سے کوئی مقتل میں گیا وہ شان سلامت رہتی ہے
یہ جان تو آنی جانی ہے اس جاں کی تو کوئی بات نہیں
میدان وفا دربار نہیں یاں نام و نسب کی پوچھ کہاں
عاشق تو کسی کا نام نہیں کچھ عشق کسی کی ذات نہیں
گر بازی عشق کی بازی ہے جو چاہو لگا دو ڈر کیسا
گر جیت گئے تو کیا کہنا ہارے بھی تو بازی مات نہیں
----------
kab yaad meñ terā saath nahīñ kab haat meñ terā haat nahīñ
sad-shukr ki apnī rātoñ meñ ab hijr kī koī raat nahīñ
mushkil haiñ agar hālāt vahāñ dil bech aa.eñ jaañ de aa.eñ
dil vaalo kūcha-e-jānāñ meñ kyā aise bhī hālāt nahīñ
jis dhaj se koī maqtal meñ gayā vo shaan salāmat rahtī hai
ye jaan to aanī jaanī hai is jaañ kī to koī baat nahīñ
maidān-e-vafā darbār nahīñ yaañ nām-o-nasab kī pūchh kahāñ
āshiq to kisī kā naam nahīñ kuchh ishq kisī kī zaat nahīñ
gar baazī ishq kī baazī hai jo chāho lagā do Dar kaisā
gar jiit ga.e to kyā kahnā haare bhī to baazī maat nahīñ
----------
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: