Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Tere Bhi Din Guzar Gaye, Mere Bhi Din Guzar Gaye - Adeem Hashmi | Solat Bano Soulful Rendition

Автор: Solat Bano

Загружено: 2024-04-09

Просмотров: 55071

Описание:

Dive into the soulful rendition of Adeem Hashmi's poignant ghazal by the talented Solat Bano, tere bhi din guzar gaye, mere bhi din guzar gaye.
Experience the nostalgia and emotions as she beautifully captures the essence of fleeting time and lost moments.

Tere liye chale thay hum, tere liye thahar gaye,
Tu ne kaha toh ji uthay, tu ne kaha toh mar gaye.

Kat hi gayi judaai bhi kab, yeh hua ke mar gaye,
Tere bhi din guzar gaye, mere bhi din guzar gaye.

Tu bhi kuch aur aur hai, hum bhi kuch aur aur hain,
Jaane woh tu kahan gaya, jaane woh hum kahan gaye.

Raahon mein hi mile thay hum, raahen naseeb ban gayi,
Woh bhi na apne ghar gaya, hum bhi na apne ghar gaye.

Waqt hi judaai ka itna taweel ho gaya,
Dil mein tere visaal ke jitne thay zakhm bhar gaye.

Hota raha muqabla paani ka aur pyaas ka,
Sahara umad umad padhe, dariya bhar bhar gaye.

Woh bhi ghubar-e-khwaab tha, hum bhi ghubar-e-khwaab thay,
Woh bhi kahin bikhar gaya, hum bhi kahin bikhar gaye.

Koi kinaar aab jo baitha hua hai sarngon,
Kishti kudhar chali gayi, jaane kudhar bhanwar gaye.

Aaj bhi intezar ka waqt hanoot ho gaya,
Aisa laga ke hashar tak saare hi pal thehar gaye.

Baarish-e-wisaal woh hui, sara ghubar dhal gaya,
Woh bhi nikharnikhargaya, hum bhi nikharnikhargaye.

Aab-e-mohabbat ka behr ajeeb behr hai,
Tere to ghark ho gaye, doobe to paar kar gaye.

Itne qareeb ho gaye apne raqeeb ho gaye,
Woh bhi Adeem darr gaya, hum bhi Adeem darr gaye.

Is ke sulook par Adeem apni hayaat o maut hai,
Woh jo mila toh ji uthay, woh na mila toh mar gaye.

#solatbano #adeemhashmi #ghazal #music #nostalgia #urdupoetry #lovepoetry

Tere Bhi Din Guzar Gaye, Mere Bhi Din Guzar Gaye - Adeem Hashmi | Solat Bano Soulful Rendition

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Woh Shakhs Aik Shaam Mein Kitna Badal Gaya - Amjad Islam Amjad Most Popular Ghazal | Solat Bano

Woh Shakhs Aik Shaam Mein Kitna Badal Gaya - Amjad Islam Amjad Most Popular Ghazal | Solat Bano

Джем – Tere Bhi Din Guzar Gaye, Mere Bhi Din Guzar Gaye - Adeem Hashmi | Solat Bano Soulful Rendition

Джем – Tere Bhi Din Guzar Gaye, Mere Bhi Din Guzar Gaye - Adeem Hashmi | Solat Bano Soulful Rendition

Kehny ko muhabbat hai lekin  | Love Urdu Ghazal Poetry | Raaz-e-Sukhan

Kehny ko muhabbat hai lekin | Love Urdu Ghazal Poetry | Raaz-e-Sukhan

Kuch Bhi Tha Such K Taraf Dar Howa Krte The | Saleem Kausar | Sad Urdu Poetry

Kuch Bhi Tha Such K Taraf Dar Howa Krte The | Saleem Kausar | Sad Urdu Poetry

Kalam e Iqbal by Rahat Fateh Ali KhanVirsa heritage revived Kabhi aye Haqeeqat e Muntazar nazar aa2

Kalam e Iqbal by Rahat Fateh Ali KhanVirsa heritage revived Kabhi aye Haqeeqat e Muntazar nazar aa2

Beautiful Ghazal by Ahmed Mushtaq | Heartfelt Lyrics | Voice from Heart | Romantic | Love |

Beautiful Ghazal by Ahmed Mushtaq | Heartfelt Lyrics | Voice from Heart | Romantic | Love |

Parveen Shakir | Kuch To Hawa Bhi Sard Thi — Ghazal from Khud Kalami |  -پروین شاکر — میٹھی باتیں

Parveen Shakir | Kuch To Hawa Bhi Sard Thi — Ghazal from Khud Kalami | -پروین شاکر — میٹھی باتیں

Superhit Gazal | Khamosh Lab Hai Jhuki Hai Palkein | Abhi Mohbbat Nai Nai Hai |  Mehdi Hasan Style

Superhit Gazal | Khamosh Lab Hai Jhuki Hai Palkein | Abhi Mohbbat Nai Nai Hai | Mehdi Hasan Style

Tumny Jab Zulf e Pareshan Ko Sawara Hoga - (Female Version) - Viral Romantic Sufi Qawwali Full 2025

Tumny Jab Zulf e Pareshan Ko Sawara Hoga - (Female Version) - Viral Romantic Sufi Qawwali Full 2025

Anjum Rahbar & Rahat Andohi

Anjum Rahbar & Rahat Andohi

Na Jane Kis Ki Hasti Dekhta Hun Apni Hasti Me | Qawwali | New Qawwali | Sufi Song | Qawwali Status

Na Jane Kis Ki Hasti Dekhta Hun Apni Hasti Me | Qawwali | New Qawwali | Sufi Song | Qawwali Status

Tum Poocho Aur Main Na Bataun | Sad Ghazal Cover | Munni Begum Classic | Saaniya Khan

Tum Poocho Aur Main Na Bataun | Sad Ghazal Cover | Munni Begum Classic | Saaniya Khan

Mujhe Apne Zabt Pe Naz Tha | Iqbal Azeem | Best Urdu Poetry

Mujhe Apne Zabt Pe Naz Tha | Iqbal Azeem | Best Urdu Poetry

jab bahar aai to sehra ki taraf chal nikla | shaukat ali gazal | Urdu-hindi gazal | remix gazal

jab bahar aai to sehra ki taraf chal nikla | shaukat ali gazal | Urdu-hindi gazal | remix gazal

Jaun Aliya in Dubai Saleem Jafri Mushaera

Jaun Aliya in Dubai Saleem Jafri Mushaera

Most Emotional Ghazal 2026 - Gham E Zindagi Ke To Maare Howy Hain - Tanveer Malik - Sad Urdu Poetry

Most Emotional Ghazal 2026 - Gham E Zindagi Ke To Maare Howy Hain - Tanveer Malik - Sad Urdu Poetry

Ghazal Music|آوازِ نسواں |بسمل صابری کی غزل |Poetry with Music|Urdu Ghazal|@Aawaz.e.Niswan

Ghazal Music|آوازِ نسواں |بسمل صابری کی غزل |Poetry with Music|Urdu Ghazal|@Aawaz.e.Niswan

Qarya e Idraak || ilham ki Rim Jhim || Best Naat by  Mohsin Naqvi

Qarya e Idraak || ilham ki Rim Jhim || Best Naat by Mohsin Naqvi

Dil_E_Umeed_Tora_Hai_Kise_Ne_|_Ustad_Nusrat_Fateh_Ali_Khan_Sad_Song(360p)

Dil_E_Umeed_Tora_Hai_Kise_Ne_|_Ustad_Nusrat_Fateh_Ali_Khan_Sad_Song(360p)

Jo khayaal thay na qayaas thay | Heart-Touching Urdu Poetry

Jo khayaal thay na qayaas thay | Heart-Touching Urdu Poetry

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: infodtube@gmail.com