Melay Se Pehlay Ki Tiyariyan Mukammal! 😍 | Faisal Lali Vlog
Автор: Faisal Lali Vlogs
Загружено: 2025-11-27
Просмотров: 1589
Aaj ke vlog mein melay ki sari tyaariyan mukammal kar li hain. Do saal pehle jo pugain istemal ki thi, woh ab kharab ho chuki thin, is liye iss dafa nayi pugain banwai hain. Sargodha se Lalian tak jitnay bhi kaam pending thay, sab niptaye takay melay ke din koi masla na ho.
Neza baazi ka mela hamare liye sirf ek event nahi hota, balkay aik jazba hota hai. Ghoray, tayyari, aur team — sab mil kar aik hi cheez chahte hain: behtareen performance. In Sha Allah agla vlog melay ka hoga jisme asli maza ayega.
Aap sab dua rakhein. ❤️
Follow for more:
TikTok: https://www.tiktok.com/@faisallali212...
Facebook: / 1hudvdq2gg
Instagram: https://www.instagram.com/faisallaliv...
#faisallalivlog #nezabazi #tentpegging #villagelife #punjabiculture
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: