Karbala Ki Wo Shaakh | Jis Par Imam Hussain (A.S) Ka Sar-e-Aqdas Buland Kiya Gaya
Автор: Punjtan Tabarukat
Загружено: 2025-12-20
Просмотров: 112
Is video mein hum Karbala Mualla se laai gayi us muqaddas shaakh (darakh ki tahni) ka zikr aur dars pesh kar rahe hain,
jis ka taalluq Shahadat-e-Imam Hussain (A.S) ke sab se dardnaak waqia se jora jata hai.
Riwayaat ke mutabiq, yahi wo shaakh thi
jis par Imam Hussain (A.S) ka Sar-e-Aqdas zulm ke baad buland kiya gaya.
Yeh sirf aik darakh ki tahni nahi,
balkay sabr, qurbani aur Haq ki azeem nishani hai.
Is video ko akhir tak zaroor dekhein,
aur Imam Hussain (A.S) ki yaad mein apni aqeedat ka izhar karein.
👉 Video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe zaroor karein.
👉 Comment mein Ya Hussain likhna na bhoolen.
#Karbala
#ImamHussain
#SarE Aqdas
#YaHussain
#KarbalaKiNishani
#ShahadatEImamHussain
#IslamicHistory
#Ahlebait
#Muharram
#ZulmKeKhilafHaq
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: