Kisne Socha Tha Shaadi Sy Pehle Trunk Lid Milega! 😂 | Faisal Lali Vlog
Автор: Faisal Lali Vlogs
Загружено: 2025-11-08
Просмотров: 1973
Aaj ka din full travel aur kaam wala tha!
Subha gaon se nikla Lahore ke safar par 🚗💨
Pehle phupha ke ghar gaya, unki tabiyat kuch theek nahi thi to unka haal chaal pucha.
Uske baad nikla car ka trunk lid dhoondhne — pura Lahore ghuma aur aakhir Sehgal Motors se mil hi gaya! 😅
Wahan lagwaya trunk lid, phir ghar wapas jaa kar ready hua aur shaadi ke function ke liye nikal gaya.
Din lamba tha, lekin har moment worth it tha 🙌
Poora vlog dekho — gaon se Lahore tak ka ye chhota sa safar, car ka kaam aur shaadi ka scene ek hi video mein!
⸻
Follow me for more:
TikTok: / faisallali212
Facebook: / 
Instagram: / faisallalivlogs
⸻
#faisallalivlog #lahorevlog #sehgalmotors #toyotavigo #carupgrade #pakistanvlogs
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: