Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Rukh Din Hay Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahin Wo Bhi | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Автор: Mohd Abdul Qadir

Загружено: 2023-02-19

Просмотров: 25550

Описание:

Kalam Ul Imam

Rukh Din Hay Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin
Shab Zulf Ya Mushke Khuta, Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

Mumkin Main Ye Qudrat Kaha, Waajib Men Abdiyat Kaha
Hairaan Hoon Ye Bhi Hay Khata, Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

Haq Ye Key Hay 'Abd e Ilah Aur 'Aalam e Imkaan Key Shaah
Barzakh Hay Woh Sirre Khuda, Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

Bulbul Ne Gul Unko Kaha, Qumree Ne Sarv e Jaan Fiza
Hairat Ne Jhunjhla Kar Kaha Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

Khursheed Tha Kis Zour Par Kya Barh Key Chamka Tha Qamar
Be Parda Jab Wo Rukh Hua Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

Dar Tha Key Isyaan Ki Saza Ab Hogi Ya Rouze Jaza
Dee Unki Rehmat Ne Sadaa Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

Koyi Hay Naazo Zuhad Par Ya Husne Tauba Hay Sipar
Yaan Hay Faqat Teri Ataa Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

Din Lahv Me Khona Tujhe, Shab Subha Tak Sona Tujhe
Sharme Nabi Khaufe Khuda Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

Rizq e Khuda Khaaya Kiya, Farmaan e Haq Taala Kiya
Shukre Karam Tarse Saza Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

Hay Bulbule Rangeen RAZA Ya Tutiye Naghma Saraa
Haq Yeh Key Waasif Hay Tera Ye Bhi Nahin Wo Bhi Nahin

رُخ دن ہے یا مہرِ سَما یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں
شب زُلف یا مُشکِ ختا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

ممکن میں یہ قدرت کہاں واجب میں عبدیت کہاں
حیراں ہوں یہ بھی ہے خطا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

حق یہ کہ ہیں عبدِ الٰہ اور عالمِ امکاں کے شاہ
برزخ ہیں وہ سِّرِ خدا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

بُلبل نے گُل اُن کو کہا قُمری نے سروِ جانفزا
حیرت نے جھنجھلا کر کہا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

خورشید تھا کس زور پر کیا بڑھ کے چمکا تھا قمر
بے پردہ جب وہ رُخ ہوا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

ڈر تھا کہ عصیاں کی سزا اب ہو گی یا روزِ جزا
دی اُن کی رحمت نے صدا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

کوئی ہے نازاں زُہد پر یا حسنِ توبہ ہے سِپر
یاں ہے فقط تیری عطا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

دن لَہْو میں کھونا تجھے شب صبح تک سونا تجھے
شرمِ نبی خوفِ خدا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

رزقِ خدا کھایا کیا فرمانِ حق ٹالا کیا
شکرِ کرم ترسِ سزا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

ہے بلبُل رنگیں رضاؔ یا طُوطی نغمَہ سرا
حق یہ کہ واصِف ہے تِرا یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

Written By :-Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Alaihirrehma

Recited By :-Mohd Manazir Hussain Badauni

Book Name :-Hadaiq e Bakhshish

Mohd Abdul Qadir On Social Media

YouTube :    / @mohdabdulqadir  

LinkedIn :   / mohdabdulqadir786  

Instagram :   / _mohdabdulqadir  

Rukh Din Hay Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahin Wo Bhi | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Bandah Milne Ko Qareeb e Hazrat e Qaadir Gaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Bandah Milne Ko Qareeb e Hazrat e Qaadir Gaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Kiya Hi Zawq Afzaa Shafa'at Hay Tumhari Waah Waah | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Kiya Hi Zawq Afzaa Shafa'at Hay Tumhari Waah Waah | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Джем – Rukh Din Hay Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahin Wo Bhi | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Джем – Rukh Din Hay Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahin Wo Bhi | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Beautiful naat | Rukh Din Hai Ya Mehray Sama Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi | Owais Raza Qadri  Naat lyrics

Beautiful naat | Rukh Din Hai Ya Mehray Sama Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi | Owais Raza Qadri Naat lyrics

Arsh e Haq hay Masnade Rifat Rasulullah Kee

Arsh e Haq hay Masnade Rifat Rasulullah Kee

IS TARAF BHI EK NAZAR BY MUNAZIR HUSSAIN BADAYUNI

IS TARAF BHI EK NAZAR BY MUNAZIR HUSSAIN BADAYUNI

ТЫ ОБЯЗАН ЭТО ЗНАТЬ! /КРАТКАЯ ИСТОРИЯ ВСЕХ ПРОРОКОВ И ГДЕ ОНИ ЖИЛИ /

ТЫ ОБЯЗАН ЭТО ЗНАТЬ! /КРАТКАЯ ИСТОРИЯ ВСЕХ ПРОРОКОВ И ГДЕ ОНИ ЖИЛИ /

Wohi Rab Hay Jisne Tujh Ko Hamatan Karam Banaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala hazat

Wohi Rab Hay Jisne Tujh Ko Hamatan Karam Banaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala hazat

Tahir Raza Rampuri !! Wo शहरे mohabbat 2018 !! Tahir Raza Rampuri

Tahir Raza Rampuri !! Wo शहरे mohabbat 2018 !! Tahir Raza Rampuri

hazrat bilal habshi || ajmal raza qadri emotional bayan || Waves Hidayah

hazrat bilal habshi || ajmal raza qadri emotional bayan || Waves Hidayah

Ne'matein Baantta Jis Samt Wo Zeeshaan Gaya | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Ne'matein Baantta Jis Samt Wo Zeeshaan Gaya | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Ye jo Meher me hararate by munazir hussain badayuni

Ye jo Meher me hararate by munazir hussain badayuni

Aye Ishq E Nabi Mere Dil Mein Bhi Sama Jana naat || Syad Fasihuddin Suharwardi.

Aye Ishq E Nabi Mere Dil Mein Bhi Sama Jana naat || Syad Fasihuddin Suharwardi.

golam gaus ghazali को पीर साहेब गले लगा लिया || kalame ala hazrat naat | Sai Buzurg Uttar Pradesh

golam gaus ghazali को पीर साहेब गले लगा लिया || kalame ala hazrat naat | Sai Buzurg Uttar Pradesh

Raah Pur Khaar Hay Kya Hona Hay |Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Raah Pur Khaar Hay Kya Hona Hay |Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Munawwar Meri Aankhon ko by Munazir Husaini

Munawwar Meri Aankhon ko by Munazir Husaini

AYE KHUDA ILTIJA HAI YE MERI VERY OLD AND VERY BEAUTIFUL KALAM { QARI MOHAMMED RIZWAN KHAN } .....

AYE KHUDA ILTIJA HAI YE MERI VERY OLD AND VERY BEAUTIFUL KALAM { QARI MOHAMMED RIZWAN KHAN } .....

Nazar Ik Chaman Sey Do Chaar Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Nazar Ik Chaman Sey Do Chaar Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Sare Sham Hi Se Falaq Ke Stare | नात शरीफ़ 2020 | Naat by Asad Iqbal Kalkattavi

Sare Sham Hi Se Falaq Ke Stare | नात शरीफ़ 2020 | Naat by Asad Iqbal Kalkattavi

WAH KYA MARTABA AYE GHOUS HAI Wala || munazir Hussain badauni || naat || Ala hazrat

WAH KYA MARTABA AYE GHOUS HAI Wala || munazir Hussain badauni || naat || Ala hazrat

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]