Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Nazar Ik Chaman Sey Do Chaar Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Автор: Mohd Abdul Qadir

Загружено: 2023-01-14

Просмотров: 9640

Описание:

Kalam Ul Imam

Nazar Ik Chaman Sey Do Chaar Hay Nah Chaman Chaman Bhi Nisaar Hay
'Ajab Us Key Gul Ki Bahaar Hay Key Bahaar Bulbul e Zaar Hay

Woh Hay Bheeni Bheeni Wahaan Mehek Key Basaa Hay 'Arsh Sey Farsh Tak
Woh Hay Pyaari Pyaari Wahaan Chamak Key Wahaan Ki Shab Bhi Nahaar Hay

Yeh Sabaa Sanak Woh Kali Chatak Yeh Zabaan Chehek Lab e Joo Chhalak
Yeh Mehek Jhalak Yeh Chamak Damak Sab Usi Key Dam Ki Bahaar Hay

Wohi Jalwah Sheher Ba Sheher Hay Wohi Asl e 'Aalam o Dahr Hay
Wohi Behr Hay Wohi Lehr Hay Wohi Paat Hay Wohi Dhaar Hay

Ba Adab Jhukaa Lo Sar e Wilaa, Key Mein Naam Loon Gul o Baagh Kaa
Gul e Tar Muhammad e Mustafa Chaman Un Kaa Paak Diyaar Hay

Wohi Aankh Un Ka Jo Moonh Take Wohi Lab Key Mehw Hown Na'at Key
Wohi Ser Jo Un Key Liye Jhuke Wohi Dil Jo Un Pey Nisaar Hay

Gunahe RAZA Ka Hisaab Kya Woh Agar Che Laakhon Sey Hain Siwaa
Magar Aay 'Afuw Tere 'Afw Ka Nah Hisaab Hay Nah Shumaar Hay

Woh RAZA Key Neze Ki Maar Hay Key 'Aduw Key Seene Mein Ghaar Hay
Kisi Chaarah Joyi Ka Waar Hay Key Yeh Waar Waar Sey Paar Hay

نظر اِک چمن سے دو چار ہے نہ چمن چمن بھی نثار ہے
عجب اُس کے گل کی بہار ہے کہ بہار بلبلِ زار ہے

وہ ہے بھینی بھینی وہاں مہک کہ بسا ہے عرش سے فرش تک
وہ ہے پیاری پیاری وہاں چمک کہ وہاں کی شب بھی نَہار ہے

یہ صبا سنک وہ کلی چٹک یہ زباں چہک لبِ جُو چھلک
یہ مہک جھلک یہ چمک دمک سب اسی کے دم کی بہار ہے

وہی جلوہ شہر بَشہر ہے وہی اصلِ عالَم و دَہر ہے
وہی بحر ہے وہی لہر ہے وہی پاٹ ہے وہی دھار ہے

بہ ادب جھکا لو سرِ وِلا کہ میں نام لوں گل و باغ کا
گلِ تر محمّدِ مصطفٰی چمن اُن کا پاک دَیار ہے

وہی آنکھ اُن کا جو مُنہ تکے وہی لب کہ محو ہوں نعت کے
وہی سر جو اُن کے لئے جھکے وہی دل جو اُن
پہ نثار ہے

گنہِ رضاؔ کا حساب کیا وہ اگرچہ لاکھوں سے ہیں سِوا
مگر اے عَفُوّ ترے عَفْو کا نہ حساب ہے نہ شمار ہے

وہ رضاؔ کے نیزہ کی مار ہے کہ عَدُوّ کے سینہ میں غار ہے
کسے چارہ جوئی کا وار ہے کہ یہ وار وار سے پار ہے


Written By :-Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Alaihirrehma

Recited By :-Mohd Manazir Hussain Badauni

Book Name :-Hadaiq e Bakhshish

Mohd Abdul Qadir On Social Media

YouTube :    / @mohdabdulqadir  

LinkedIn :   / mohdabdulqadir786  

Instagram :   / _mohdabdulqadir  

Nazar Ik Chaman Sey Do Chaar Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Bandah Milne Ko Qareeb e Hazrat e Qaadir Gaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Bandah Milne Ko Qareeb e Hazrat e Qaadir Gaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Wohi Rab Hay Jisne Tujh Ko Hamatan Karam Banaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala hazat

Wohi Rab Hay Jisne Tujh Ko Hamatan Karam Banaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala hazat

Nazar ek chaman se do char hai | noor ki Barsaat | new naat 2020 Owais Raza Qadri | Alnoor Media

Nazar ek chaman se do char hai | noor ki Barsaat | new naat 2020 Owais Raza Qadri | Alnoor Media

Bheeni Suhaani Subha Mein Thandak Jigar Ki Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Bheeni Suhaani Subha Mein Thandak Jigar Ki Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Raah Pur Khaar Hay Kya Hona Hay |Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Raah Pur Khaar Hay Kya Hona Hay |Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Rukh Din Hay Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahin Wo Bhi | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Rukh Din Hay Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahin Wo Bhi | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Dard Bhari Awaz || Lutf Unka Am Ho Hi Jae Ga ||  Allama Farooq Ul Hassan || Al Shahbaz Sound

Dard Bhari Awaz || Lutf Unka Am Ho Hi Jae Ga || Allama Farooq Ul Hassan || Al Shahbaz Sound

NAZAR EK CHAMAN SE DOCHAR HAI | Track # 83 | HADAIQ E BAKHSHISH

NAZAR EK CHAMAN SE DOCHAR HAI | Track # 83 | HADAIQ E BAKHSHISH

Aa Gaye Huzur Aa Gaye

Aa Gaye Huzur Aa Gaye

Rifate Mustafai Par Arsh Ki Aql Dang Hai | By MANAZIR HUSSAIN BADAYUNI |

Rifate Mustafai Par Arsh Ki Aql Dang Hai | By MANAZIR HUSSAIN BADAYUNI |

Kiya Hi Zawq Afzaa Shafa'at Hay Tumhari Waah Waah | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Kiya Hi Zawq Afzaa Shafa'at Hay Tumhari Waah Waah | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Lo Madine Ki Tajali Se Lagay Hue Hen , Owais Raza Qadri, Pvt Mehfil e Naat, 23 Dec 2016, HD

Lo Madine Ki Tajali Se Lagay Hue Hen , Owais Raza Qadri, Pvt Mehfil e Naat, 23 Dec 2016, HD

WAH KYA MARTABA AYE GHOUS HAI Wala || munazir Hussain badauni || naat || Ala hazrat

WAH KYA MARTABA AYE GHOUS HAI Wala || munazir Hussain badauni || naat || Ala hazrat

Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jaega | ✍️Saiyed Kifayat Ali Kaafi | Sabir Raza Surat

Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jaega | ✍️Saiyed Kifayat Ali Kaafi | Sabir Raza Surat

Karey Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  2019 | Owais Raza Qadri Mehfil version

Karey Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki 2019 | Owais Raza Qadri Mehfil version

Munawwar Meri Aankhon ko by Munazir Husaini

Munawwar Meri Aankhon ko by Munazir Husaini

NAZAR EK CHAMAN SE DO CHAAR HAI | With Tashree | Kalaam e Hassaan ul Hind Aala Hazrat (رضي الله عنه)

NAZAR EK CHAMAN SE DO CHAAR HAI | With Tashree | Kalaam e Hassaan ul Hind Aala Hazrat (رضي الله عنه)

आँखे भिगो के सबको रुला कर चले गये Sajjad Nizami Ki Yad Me | Aankhe Bhigo Ke Sabko Rula Kar Chale Gay

आँखे भिगो के सबको रुला कर चले गये Sajjad Nizami Ki Yad Me | Aankhe Bhigo Ke Sabko Rula Kar Chale Gay

Aankhein Ro Ro Key Sujaane Waale | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Aankhein Ro Ro Key Sujaane Waale | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Asad Iqbal Ka Demand Wala Kalam Huzoor Aapko Dekhna Chahta Hun By Mohd Ali Faizi at Urse Habibi

Asad Iqbal Ka Demand Wala Kalam Huzoor Aapko Dekhna Chahta Hun By Mohd Ali Faizi at Urse Habibi

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]