🥘 Creamy Dal Makhani | Restaurant Style Ghar Par🤎 Dal Makhani Recipe | Butter wali Perfect Dal🥘
Автор: Mama's Kitchen RD
Загружено: 2025-12-22
Просмотров: 98
🥘Creamy Dal Makhani | Restaurant Style Ghar Par🤎 Dal Makhani Recipe | Butter wali Perfect Dal🥘
🥘 Dal Makhani Recipe | Creamy Punjabi Style
Is video mein hum bana rahe hain rich aur creamy Dal Makhani, bilkul restaurant / dhaba style. Poori urad dal aur rajma ko slow cook karke, makhan aur fresh cream ke saath banayi gayi yeh dal har kisi ko pasand aati hai.
Yeh recipe lunch ya dinner ke liye perfect hai aur naan, roti ya jeera rice ke saath bahut tasty lagti hai.
Agar aap ghar par simple ingredients se perfect Dal Makhani banana chahte hain, to is recipe ko zaroor try karein.
Video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe karna na bhoolein 😊
📌 Ingredients & steps video mein clearly bataye gaye hain.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: