AAJ GYE COURT M VAKILO SE MILNE
Автор: GoggalVlogs
Загружено: 2025-11-25
Просмотров: 9634
Aaj ka vlog thoda emotional bhi tha aur thoda hectic bhi…
Subah-subah gaya fufa ji ke saath court ka kaam niptaane, wahan ki vibe hi alag hoti hai — serious atmosphere, files, logon ki bhid… sab kuch ekdum cinematic lag raha tha.
Uske baad mummy ki tabiyat achanak kharab ho gayi, toh turant unhe doctor ke paas lekr gaye. Thoda tension hua but health always comes first ❤️🩹
Doktor visit ke baad mummy ki tabiyat thodi better hui toh hum nikal gaye bazar ki taraf — thoda sa fresh air, thodi aesthetic streets, aur thodi si light shopping ne vibe wapas set kar di ✨
Pure din ek rollercoaster tha…
Court ke kaam se lekar mummy ki care tak aur bazar ki calm vibes tak — sab kuch iss vlog me capture kiya hai.
Hope aapko ye journey pasand aaye ❤️✨
Like, Share & Subscribe for more daily family vlogs 🌿📸
#ajitrahar #ajitraharvlogs #soda
@ajitraharvlogs @ajitrahar
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: